To day is monday EXAM ES COST AND JAVA

 aaj mera college me 7;30 ka exam tha mujhe college 7 baje pahuchana tha but mai soke 5:39 par utha jald se brush kiya fir nahaya aur aur readay hoke college ke liye nikala ek uncle mujhe station tak apane scooty se chor diye 

college:

mai ek din jo padha tha sab bhul gya bas thoda thoda topick ka name yaad tha 

but mai exam me apne dost ke barose aaya tha usane bhi sath nhi diya o mobaile bahar nikala hi nhi na mai thik se likha na vo java ke paper me do question attend kiya aur es me 3 try kiya vo bhi puri tarah se sahi nhi huye mere oichhe Akanksha name ki ladki baithi thi mere dost ne usase copy kr raha tha mai apane dost se 


math ke exam me bhi 2 qustion aatend kiya 

aaj jab mai likha raha hu tab ka cga and se ka exam hai jisame 

se ka first unit aane wala hai and 

cga ka 1 and 2 do unit aane wala hai but mera mn padhane ka kar raha hai tension bhi hai but mera man bhatak raha hai kabhi mai telegram pe kuchh serch kar raha hu kabhi instagram par reels dekh raha hu 

ab mai soch raha hu ki jitana padhaunga sab likh ke ek baar try kr lunga but abhi kah raha hu nhi pata kar paunga achha ki nhi 

kya mai aaj se behatar kal kar paunga ki nhi .......

abhi to kuchh nhi padha .....abhi 4:10 ho raha hai aage and night ka update deta hu ki mai kaise padh ke jaunga 

coming soon.............................


hii abhi ho rahe 11:17 mai ab tak cga ka 6 question padha hu and se ka 4 question 

aur abhi mai rat ko bhi jag ke padhane wala hu 

dekhata hu mai kitana padh pata hu aur itana yaad kar pata hu 

mai continuously nhi padh raha hu break ke sath 20 mint ka break ke sath  and kabh kabhi 30 mint ka break 

le raha hu abhi mujhe cga ka 2 unit padhana hai 1st and 2nd unit padhana hai abhi tak mai 6 hi padha hu aur aage mujhase nhi ho pa raha mai 2nd unit try karane wala hu 

dhekata hu kya hota hai kya? mai jaag sakta hu ? 

ya nhi kya mai kal kar sakta hu ya nhi 

mai jo topick padha tha o mai likha raha hu 

pahale mai se ka topic likh raha hu 

1)- software development life cycle 

1-required 

2-design

3-implement

4-testing 

5-deployement

6-maintanace

2)-functional and non-functional

waterfall model )-

sequntial 

requrement 

and other


abhi mai to sab bhul gya ?


To mai bataana chahata hu ki mera exam hogya jisme assignment ke only 2 questions aaye se me jisame hamnae 4 attend kiye hai lekin achhi tarah se nhi

Aur cga ke paper me ek hi questions aaya assignment se first wale but mai pura ache se nhi likha paya hu ab Ram bharose hu 

Kya hota hai to 


Aaj mai 2:16mint Android studio lecture dekha ek math ka lecture liya online and 

Java ka onlion lecture liya aur kuchh nhi kiya kyoki aaj mera 8:45 se 2 baje tak practical tha cga ka 

To ghar aake mai so gya tha onlion lecture 4 baje ke the to mai sirf math ka lecture liya 


Ab aage kya hota hai mai bataunga............

Coming soon.................





Aaj 28 March :-

Main aap logon se batana chahta hun ki mera fir se game chalu hone wala hai theek hai ham 2 April se hai main itna hi tension mein hun itna pahle tha lekin is bar mujhe bahut kam tension hai kyunki main padh raha hun man se nahin padh raha hun aur jio cinema per jakar IPL match dekh raha hun aur Satta Baji kar raha hun mujhe samajh mein nahin a Raha ki main is per exam mein kaise pass aaunga kyunki is bar bhi main kuchh nahin padha hun Bhagwan bharose hun aur main chahta Hun ki mera 8 point ke upar CGPA aaye lekin kya Karun Shayad nahin a payega main padhne ka prayas kar raha hun dekhte hain kya hota hai tension bhi hai utna bhi nahin hai Lekin main padh nahin raha hun padhne ke bad main bahut kuchh batane wala Abhi To Aaj 28 March hai aur mera kya 2 April se abhi mere pass teen din hai fir bhi main TRAI karunga padhne ke liye thank u dhanyvad mujhe motivate karne ke liye


Comments

Popular posts from this blog

Interview

जीवदानी यात्रा: मस्ती और भक्ति का संगम

Alas aur Gussa: Zindagi ki Do Dushman Aur Meri Jung